Kishore Kumar SONG

January 5, 2018 | Author: api-3828581 | Category: N/A
Share Embed Donate


Short Description

Kishore kumar lyrics...

Description

All Kishore kumar songs Lyrics: SONG: AISE NA MUJHE TUM DEKHO FILM: DARLING DARLING MUSIC: RAHUL DEV BURMAN LYRICS: ANAND BAKSHI YEAR: 1977 Aise Na Mujhe Tum Dekho Seene Se Laga Loonga Tumko Main Chura Loonga Tumse Dil Mein Chhupa Loonga

Film- Bemisaal (view cd cover) Song Title- Ek Roz Main Tadapkar Singer- Kishore Kumar Music Director- Rahul Dev Burman Lyricist- Anand Bakshi Year of Release- 1982 Actors- Amitabh Bachchan, Rakhee, Vinod Mehra, Om Shivpuri, Aruna Irani, Deven Verma, Sheetal Length- 6:08 (approximate filesize = 5,749 kb) Date Added- Tuesday, April 08, 2003

Hmm Hmm Lyrics: Tere Dil Se Ae Dilbar Dil Mera Kehta Hain Pyar Ke Dushman Log Mujhe Dar Lagta Rehta Hain (X2) Thamlo Tum Meri Baahein Main Tumhe Sambhaloonga Tumko Main Chura Loonga Tumse Dil Mein Chhupa Loonga Aise Na Mujhe Tum Dekho Seene Se Laga Loonga Tumko Main Chura Loonga Tumse Dil Mein Chhupa Loonga Hey Hey Hey Hey Hmm Dheemi Dheemi Aag Se Ek Shola Bhadkaya Hain Door Se Tumne Iss Dil Ko Kitna Tarsaya Hain (X2) Main Ab Iss Dil Ke Saare Armaan Nikaloonga Tumko Main Chura Loonga Tumse Dil Mein Chhupa Loonga Aise Na Mujhe Tum Dekho Seene Se Laga Loonga Tumko Main Chura Loonga Tumse Dil Mein Chhupa Loonga Hmm Hmm Hmm Hmm Pyar Ke Daaman Mein Chunkar Hum Phool Bhar Lenge Raaste Ke Kaante Saare Door Kar Lenge (X2) Jaaneman Tumko Apni Main Jaan Bana Loonga Tumko Main Chura Loonga Tumse Dil Mein Chhupa Loonga Aise Na Mujhe Tum Dekho... YEH DIL NA HOTA Yeh Dil Na Hota Bechara, Kadam Na Hote Aawara

Ek Roz Main Tadapkar, Is Dil Ko Thaam Loonga Ek Roz Main Tadapkar, Is Dil Ko Thaam Loonga Mere Haseen Qaatil, Main Tera Naam Loonga Haan Tera Naam Loonga, Main Tera Naam Loonga Ek Roz Main Tadapkar, Is Dil Ko Thaam Loonga Mere Haseen Qaatil, Main Tera Naam Loonga Main Tera Naam Loonga, Main Tera Naam Loonga Tune Mujhe Jagaaya, Sone Na Doonga Tujhko Hasne Na Doonga Tujhko, Rone Na Doonga Tujhko Tune Mujhe Jagaaya, Sone Na Doonga Tujhko Hasne Na Doonga Tujhko, Rone Na Doonga Tujhko Koi Payaam Doonga, Koi Payaam Loonga Mere Haseen Qaatil, Main Tera Naam Loonga Haan Tera Naam Loonga, Main Tera Naam Loonga Teri Kasam Na Kuch Bhi, Tujhse Chhupaaoonga Main Har Baat Apne Dil Ki, Tujhko Sunaaoonga Main Teri Kasam Na Kuch Bhi, Tujhse Chhupaaoonga Main Har Baat Apne Dil Ki, Tujhko Sunaaoonga Main Lekin Zubaan Ke Badle, Aankhon Se Kaam Loonga Mere Haseen Qaatil, Main Tera Naam Loonga Haan Tera Naam Loonga, Main Tera Naam Loonga Haasil Na Hogi Tujhko, Aise Meri Mohabbat Chaahat Ki Yaar Tujhko, Deni Padegi Keemat

Movie: Ghar Singers: Kishore Kumar & Lata Mangeshkar Music: R.D.Burman Lyrics: Gulzar Year: 1978 Kk: Aap Ki Aankhon Mein Kuch Mehke Hue Se Raaz Hai (2) Aap Se Bhi Khubsoorat Aap Ke Andaaz Hai Aap Ki Aankhon Mein Kuch Mehke Hue Se Raaz Hai Lab Hile To Mogare Ke Phool Khilte Hai Kahin (2) Aap Ki Aankhon Mein Kya Saahil Bhi Milte Hai Kahin Aap Ki Khaamoshiyaan Bhi Aap Ki Aawaaz Hai Lm: Aap Ki Aankhon Mein Kuch Mehke Hue Se Raaz Hai Aap Se Bhi Khubsoorat Aap Ke Andaaz Hai Aap Ki Aankhon Mein Kuch Mehke Hue Se Raaz Hai Aap Ki Baaton Mein Phir Koyi Sharaarat To Nahin (2) Bevajeh Taareef Karna Aap Ki Aadat To Nahin Aap Ki Badmaashiyon Ke Yeh Naye Andaaz Hai Kk: Aap Ki Aankhon Mein Kuch Mehke Hue Se Raaz Hai Lm: Ho Aap Se Bhi Khubsoorat Aap Ke Andaaz Hai Aap Ki Aankhon Mein Kuch Mehke Hue Se Raaz Hai

(kabhii palako.n pe aa.Nsuu hai.n kabhii laba pe shikaayata hai magara ai zindagii phira bhii mujhe tujhase mohabbata hai ) - 2 kabhii palako.n pe aa.Nsuu hai.n jo aataa hai vo jaataa hai, ye duniyaa aaniijaanii hai yahaa.N hara shaha musaaphira hai, saphara me.n zindagaanii hai ujaalo.n kii zaruurata hai, andheraa merii kismata hai kabhii palako.n pe aa.Nsuu hai.n, kabhii laba pe shikaayata hai magara ai zindagii phira bhii, mujhe tujhase mohabbata hai zaraa ai zindagii dama le, teraa diidaara to kara luu.N kabhii dekhaa nahii.n jisako, use mai.n pyaara to kara luu.N abhii se chho.Da ke mata jaa, abhii terii zaruurata hai kabhii palako.n pe aa.Nsuu hai.n, kabhii

Jo Khoobsoorat Koi Apna Humsafar Hota (2) Suna Jab Se Zamane Hai Bahar Ke, Hum Bhi Aaye Hai Raahi Banke Pyaar ke (2) Koi Na Koi To Bulayega, Kade Hai Hum Bhi Raahon Mein. Yeh Dil Na Hota Bechara, Kadam Na Hote Aawara Jo Khoobsoorat Koi Apna Humsafar Hota Arre Maana Usko Nahin Main Pehchanta, Banda Uska Pata Bhi Nahin Jaanta (2) Milna Likha Hai To Aayega Khade Hai Hum Bhi Raahon Mein

Haasil Na Hogi Tujhko, Aise Meri Mohabbat Chaahat Ki Yaar Tujhko, Deni Padegi Keemat Sauda Na Muft Hoga, Main Dil Ke Daam Loonga Mere Haseen Qaatil, Main Tera Naam Loonga Haan Tera Naam Loonga, Main Tera Naam Loonga Ek Roz Main Tadapkar, Is Dil Ko Thaam Loonga Mere Haseen Qaatil, Main Tera Naam Loonga Haan Tera Naam Loonga, Main Tera Naam Loonga

Yeh Dil Na Hota Bechara, Kadam Na Hote Aawara Jo Khoobsoorat Koi Apna Humsafar Hota Uski Dhun Main Padega Dukh Jhelna, Seekha humne Bhi Patharon Se Khelna (2) Soorat Kabhi To Deekhaiga, Kade Hai Hum Bhi Raahon Mein Yeh Dil Na Hota Bechara, Kadam Na Hote Aawara Jo Khoobsoorat Koi Apna Humsafar Hota (2)

Song Name: O Manachali, Kahaan Chali Album Name: Manchali Singer Names: Kishore Kumar, Lyricist Name: Music Director: o manachali, kahaan chali - 2 dekh dekh dekh dekh mujh se na sharama ek ek ek main huun bhanvara aur tuu kali, o manachali hothon pe leke tera naam aai hai rang bhari shaam phuulon se chhalake hain jaam bhanvaron ne dil liye thaam aise mein, he he ho e he ho aise mein, tod ke prem ki dori o gori, chakori, tuu kahaan chali duniya se nahin darenge ham tum mulaaqaate karenge aaja do baate karenge rangin barasaatein karenge ye sach hai e he o o e he o o ye sach hai main huun ek divaana na jaanaa, na maanaa, tuu kahaan chali rut aisi aai hui hai badali si chhaai hui hai tuu kyon sharamaai hui hai mujhase ghabaraai hui hai pyaar mein e he o o e he o o

laba pe shikaayata hai magara ai zindagii phira bhii, mujhe tujhase mohabbata hai koI anajaana saa cheharaa, ubharataa hai phizaao.n me.n ye kisakii aahaTe.n jaagii.n, merii khaamosha raaho.n me.n abhii ai mauta mata aanaa, merii viiraana jan_nata hai kabhii palako.n pe aa.Nsuu hai.n, kabhii laba pe shikaayata hai magara ai zindagii phira bhii, mujhe tujhase mohabbata hai

pyaar mein yaar se aankh churaake chhupaake, bachaake, tuu kahaan chali Song Name: Jahan Teri Yeh Nazar Album Name: Kaalia Singer Names: Kishore Kumar, Lyricist Name: Music Director: Jahan teri yeh nazar hai Meri jaa muzhe khabar hai Jahan teri yeh nazar hai Meri jaa muzhe khabar hai Bach na saka koi,Aaye kitne Lambe hai mere Haath itne Dekh idhar yaar Dhyaan kidhar hai Are dekh idhar yaar Dhyaan kidhar hai jahan Teri Yeh Nazar Hai Meri jaa muzhe khabar hai Kyon nahi jaani tu yeh samazta kaam nahi hai yeh tere baska Are Kyon nahi jaani tu yeh samazta kaam nahi hai yeh tere baska Hosh mein aaja Dhyaan kidhar hai Hosh mein aaja Dhyaan kidhar hai jahan teri yeh nazar hai Meri jaa muzhe khabar hai Meri taraf jo utha hai tan ke Kat ke wahi haath gira badan se Are Meri taraf jo utha hai tan ke Kat ke wahi haath gira badan se Saamne aaye kiska jigar hai Saamne aaye kiska jigar hai jahan teri yeh nazar hai Meri jaa muzhe khabar hai

Chaal yeh banda aisi hi chal jaaye band ho mutthi cheez phisal jaye Gili Gili Gili Gili Gili Gili Chaal yeh banda aisi hi chal jaaye band ho mutthi cheez phisal jaye Dekh karishma yeh bhi idhar hai Dekh karishma yeh bhi idhar hai jahan teri yeh nazar hai Meri jaa muzhe khabar hai

ye jameen gaa rahee hain ye jameen gaa rahee hain, aasamaan gaa rahaa hain saath mere ye saaraa, jahaan gaa rahaa hai shaukh kaliyon ke ghoonghat sarakane lage hai mast foolon ke dil bhee dhadakane lage hai ye bahaaron kaa dilakash samaa gaa rahaa hai zoomakar parabaton pe ghataa chhaa rahee hai pyaar kee umar shaayad kareeb aa rahee hai meraa dil pyaar kee ye daastaan gaa rahaa hai bhool kar raah koee haseen aa naa jaaye is jagah koee paradaanasheen aa naa jaaye

is jagah aaj yek naujawaan gaa rahaa hai

chalaa jaataa hoo chalaa jaataa hoo, kisee kee dhoon me, dhadakate dil ke taraane liye milan kee mastee bharee aakhon me, hajaaro sapane suhaane liye ye mastee ke najaare hai, to ayese mein sanbhalanaa kaisaa meree kasam jo laharaatee dagareeyaa ho, to fir kyo naa chaloo main bahakaa, bahakaa re mere jeewan mein ye shaam aayee hai, mohabbat waale jamaane liye wo aalam bhee ajab hogaa, wo jab mere kareeb aayegee meree kasam kabhee baiyyaa chhudaa legee, kabhee has ke gale se lag jaayegee haay meree baahon mein machal jaayegee, wo sachche zoothhe bahaane liye bahaaro me, najaaro me, najar daaloo to ayesaa laage meree kasam wo naino mein bhare kaajal ghooghant khole khadee hain mere aage re sharam se bozal zookee palakon me, jawaan raaton ke fasaane liye

diraam GIRL diraam garla, diraam garla kisee shaayar kee gajal diraam garla kisee zeel kaa kanwal diraam garla kahee to milegee, kabhee to milegee aaj naheen to kal lipatee gulaabon me, simatee hijaabon me khwaabon mein aatee hai, bheegee sharaabo me paas rahatee hain wo pal do pala..........kauna? diraam garla jab dekhatee hain wo, main dhoondh loongaa to shabanam ghataa, chaandanee ban jaatee hain dosato rang rup letee hain wo badala........kauna? diraam garla gam se bikhar jaaoo, jee se gujar jaaoo kyaa teree majree hai, bin dekhe mar jaaoo kabhee parade se baahar nikala............ye, diraam garla

yek ladakee bheegee bhaagee see yek ladakee bheegee bhaagee see, sotee raaton mein jaagee see milee yek ajanabee se, koee aage naa peechhe tum hee kaho ye koee baat hai dil hee dil mein jalee jaatee hain, bigadee bigadee chalee aatee hain zoonzalaatee huee, balakhaatee huee, saawan kee sunee raat mein dagamag dagamag lahakee lahakee, bhoolee bhatakee, bahakee bahakee machalee machalee, ghar se nikalee, pagalee see kaalee raat mein tan bheegaa hain, sar geelaa hain, usakaa koee pech bhee dhilaa hain tanatee zookatee, chalatee rukatee, nikalee andheree raat mein

jaana-ye-man jaana-ye-man jaana-ye-man jaana-ye-man kisee kaa naam naheen fir bhee ye naam hothhon pe naa ho

ayesee koee subah nahee, shaam naheen maine sirf khayaalon se khwaabon kee sej sajaayee hain dil kee khaalee diwaaron par yek tasaweer banaayee hain tasaweeron pe marataa hoo, wakt gujaaraa karataa hoo mai mehaboob kee galiyon kaa, koee aashik badanaam naheen kal kee baat khudaa jaane, par aaj talak wo baat naheen dil par baadal chhaye hai, par aakhon mein barasaat naheen kaisaa main diwaanaa hoo, ayesaa main masataanaa hoo pyaas to hain in hothhon par, lekin haathon mein jaam naheen jab dard naheen thaa seene me, tab khaak majaa thaa jeene me ab ke shaayad hum bhee roye, saawan ke maheene me yaaron kaa gam kyaa hotaa hai, maaloom n thaa anajaanon ko saaheel pe khade ho kar hum ne, dekhaa aksar tufaanon ko ab ke shaayad, hum bhee doobe, maujon ke sakeene me ayese to thhens naa lagatee thee, jab apane ruthhaa karate the itanaa to dard naa hotaa thaa, jab sapane tootaa karate the ab ke shaayad dil bhee toote.. ab ke shaayad hum bhee roye, saawan ke maheene me is kadar pyaar to koee karataa nahee maranewaalon ke saath koee marataa nahee aap ke saamane main naa fir aaoongaa geet hee jab naa honge, to kyaa gaaoongaa meree aawaaj pyaaree hain to dosato yaar bas jaaye meraa doowaan karo

kaise kahe hum kaise kahe hum pyaar ne hum ko, kyaa kyaa khel dikhaaye yoo sharamayee kismat hum se, khud se hum sharamaaye baagon ko to patazad loote, lootaa humei bahaar ne duniyaa maratee maut se lekin maaraa hum ko pyaar ne apanaa wo haal hai, beech safar me, jaise koee loot jaaye tum kyaa jaano, kyaa chaahaa thaa, kyaa lekar aaye hum toote sapane, ghaayal nagme, kuchh shole kuchh shabanam kitanaa kuchh hain paayaa hum ne, kahe to kahaa naa jaaye ayesee bajee shahanaayee gharame, ab tak so naa sake hum apanon ne hum ko itanaa sataayaa, roye to ronaa sake hum ab to karo kuchh ayesaa yaaro, hosh naa hum ko aaye

khwaab ho tum yaa khwaab ho tum yaa koee hakikat kaun ho tum batalaao der se kitanee door khadee ho, aaur kareeb aa jaao subah pe jis tarah, shaam kaa ho gumaan julfon mein yek cheharaa, kuchh jaaheer kuchh nihaar dhadakanon ne sunee, yek sadaa paanw kee aaur dil pe laharaayee, aanchal ke chhaanw see mil hee jaatee ho tum muz ko har mod pe chal detee ho kitane, afasaane chhod ke fir pukaaro muze, fir meraa naam lo girataa hoo fir apanee, baahon mein thaam lo

koee lautaa de mere alabele din pyaare, mere bichhade saath sahaare, haay kahaa gaye aankhon ke ujiyaare, meree sunee raat ke taare, haay kahaa gaye koee lautaa de mere beete huye din beete huye din wo mere pyaare palachheen mere khwaabon ke mahal mere sapanon ke nagar pee liyaa jin ke liye, maine jeewan kaa jahar aaj main dhoondhoo kahaa, kho gaye jaane kidhar beete huye din wo haaye pyaare palachheen mai akelaa to naa thaa, the mere saathee kaee yek aandhee see uthhee, jo bhee thaa le ke gayee ayese bhee din the kabhee, meree duniyaan thee meree beete huye din wo haaye pyaare palachheen

mere dil ne tadap ke aa jaa o aa jaa mere dil ne tadap ke jab naam teraa pukaaraa kahaa se naa jaane chalaa aayaa ye mausam pyaaraa pyaaraa tere rasate pe main aankhen bichhaye baithhaa hoo tere intajaar kee main duniyaan sajaaye baithhaa hoo dekhe teree najaron ko bhaaye naa bhaaye ye najaaraa teraa meraa pyaar yek raaj hee rahataa to achchhaa thaa soj naa banataa ye saaj hee rahataa to achchhaa thaa jaane kyaa hogaa jab hogaa ye milan humaaraa dhadak rahaa hain dil dil ko main kaise samazaaoo tuz se miloo yaa mile been yahaa se chalaa jaaoo ayesaa naa ho too ye dil tode jamaanaa hase saaraa Ruk Jaana Nahin Lyrics Hindi Song Title: Ruk Jaana Nahin Hindi Movie/Album Name: IMTIHAAN(OLD) Singer(s): KISHOR KUMAR Hindi Lyrics: ruk jaanaa naheen too kahee haar ke kaanto pe chal ke milenge saaye bahaar ke o raahee, o raahee sooraj dekh ruk gayaa hai, tere aage zook gayaa hai jab kabhee ayese koee masataanaa nikale hain apanee dhoon mein deewaanaa shaam suhaanee ban jaate hai, din intajaar ke saathee naa kaarawaan hai, ye teraa imtihaan hai yoohee chalaa chal dil ke sahaare ke detee hain manjaeel tuz ko ishaare dekh kahee koee rokaa naheen le, tuz ko pukaar ke

AAMAR O TO GAAN CHILO AAMAR O TO GAAN CHILO, SWAD CHILO MONE SWARASWATIR CHARAN CHUYE ,THAKBO JIBONE AAMAR O TO GAAN CHILO, SWAD CHILO MONE SWARASWATIR CHARAN CHUYE, THAKBO JIBONE. JANI KI APARADHE SONATE SE GAAN BANDHA BINA CHIRE GELO BHENGE GELO PRAN JANI KI APARADHE SONATE SE GAAN BANDHA BINA CHIRE GELO BHENGE GELO PRAN KOTO SUKH PELO BIDHI TARE LIKHONE AAMAR..........JIBONE TOMADER KACHE SUDHU JENE JETE CHAI NIYOTIR CHEYE BARO KICHU KI GO NAI TOMADER KACHE SUDHU JENE JETE CHAI NIYOTIR CHEYE BARO KICHU KI GO NAI BHALOBASA RAJAR RAJA NOI KI BHUBONE AAMAR..........JIBONE BHALOBASA NIYE ESO KACHETE AAMAR SUR KHUJE PABO AAMI KANTHE ABAR BHALOBASA NIYE ESO KACHETE AAMAR SUR KHUJE PABO AAMI KANTHE ABAR JALOGO ALOR SIKHA AADHARER KONE AAMAR..........JIBONE 2 SWARASWATIR CHARAN CHUYE, THAKBO JIBONE.

Liye sapne nigahon me Liye sapne nigahon me, chala hoon teri rahon me Zindagi aa raha hoon main Kayi yaadon ke chehre hain, kayi kisse purane hain, Teri sau dastane hain, tere kitne fasane hain. Magar ik wo kahani hai, jo ab mujhko sunani hai Zindagi aa..... Mere haathon ki garmi se, bigar jayengi zanjeerein, Mere kadmon ki aahat se, badal jayengi taqdeerein, Umeedon ke diye lekar, ye sab tere liye lekar Zindagi .... Kabhi tujhko gila mujhse, kabhi mujhko shikayat hai, Magar phirbhi tujhe meri, mujhe teri zaroorat hai, Main ye iqraar karta hoon, main tujhse pyar karta hoon, Zindagi aa....

jin raaton ki bhor jin raaton ki bhor nahi hai aaj aisi hi raat aai jo jis gam mein doob gaya hai saagar ki hai gaharai raat ke taaron tum hi bataao

meri vo manzil hai kahaan paagal banakar jisake liye main kho baitha hoon dono jahaan jin raaton ... raah kisi ki hui na roshan jalana mera bekaar gaya loot gai taqadeer mujhe main jeet ke baazi haar gaya jin raaton ki bhor nahi hai threedot ye jawaanee, hain diwaanee ye jawaanee, hain diwaanee, haa meree raanee, ruk jaao raanee dekh jaraa peechhe mud ke, chalee kahaa ayese ud ke baate, mulaakaate, karane kee shaam hain ayese mein hain ruthhanaa, diwaanon kaa kaam hain ruthhee, chal zoothhee, bas tootee dostee shikawaa hothhon pe, aakhon mein pyaar bhee mil ke, dil dil se, khil jaataa ban ke fool par tuz ko naa bhoolee, chhotee see meree bhool Inteha ho gayi intezaar ki (inteha ho gayi intezaar ki aayi na kuchh khabar mere yaar ki yeh hamein hai yakeen bewafaa woh nahin phir wajah kya hui intezaar ki) -2 baat jo hai uss mein baat woh yahaan kahin nahin kissi mein woh hai meri bas hai meri shor hai yahi gali gali mein saath saath hai woh mere gham mein meri har khushi mein zindagi mein woh nahin toh kuchh nahin hai meri zindagi mein bujh na jaaye yeh shama aitbaar ki intehaa.....intezaar ki 2 ho oooo mere sajana lo main aa gayi logon ne toh diye honge bade bade nazaraane layi hoon main tere liye dil mera dil yahi maange dua hum kabhi ho na judaa mera hai mera hi rahe dil tera yeh meri zindagi hai teri - 2 tu mera sapana main tujhe paa gayi o mere sajana lo main aa gayi

gham ke andhere dhale bujh gaye sitaaren bhale dekha tujhe toh dilon mein jaan aayi honton pe taraane saje armaan deewane jage baahon mein aake tu aise sharmaayi chaa gayi phir wohi bekhudi woh ghadi kho gayi intezaar ki aa gayi rutt haseen hasl-e-yaar ki yeh nasha yeh khushi ab na kam ho kabhi umra bhar na dhale (raat pyaar ki)-3 kisee baat par main kisee kisee baat par main kisee se khafaa hoon mai jindaa hoon par jindagee se khafaa hoon khafaa hoon, khafaa hoon, khafaa hoon ... muze dosaton se shikaayat hain shaayad muze dushmanon se mohabbat hain shaayad mai is dostee dushmanee se khafaa hoon khafaa hoon, khafaa hoon, khafaa hoon ... n jaane kahaa kab kise dekhataa hoon magar main jahaa jab jise dekhataa hoon samazataa hain wo main usee se khafaa hoon khafaa hoon, khafaa hoon, khafaa hoon ... n jaagaa huaa hoon, naa soyaa huaa hoon main dil ke andheron mein khoyaa hoon kisee chaand kee chaandanee se khafaa hoon khafaa hoon, khafaa hoon, khafaa hoon ...

Haal Kaisa Hai Janab Ka Movie Name: Chalti Ka Nam Gaadi (1958) Singer: Asha Bhosle, Kishore Kumar Music Director: Burman S D Lyrics: Majrooh Sultanpuri Year: 1958 Producer: KS Films Director: Satyen Bose Actors: Anoop Kumar, Ashok Kumar, Cuckoo, Kishore Kumar, Madhubala, Sajjan, Singh K N Theme: Comedy

Aashaa : Haal Kaisaa Hai Janaab Kaa? Kishor : Kyaa Khayaal Hai Aap Kaa? Aashaa : Tum To Machal Gaye, Ho Ho Ho Kishor : Yuu.Nhii Fisal Gaye, Haa Haa Haa %

Kishor : Bahakii, Bahakii, Chale Hai Pavan Jo U.De Hai Teraa Aa.Nchal Aashaa : Chho.Do, Chho.Do, Dekho Dekho Gore Gore Kaale Kaale Baadal Kishor : Kabhii Kuchh Kahatii Hai, Kabhii Kuchh Kahatii Hai, Zaraa Nazar Ko Sa.Nbhaalanaa Aashaa : Haal Kaisaa Hai Janaab Kaa? Kishor : Haay! Kyaa Khayaal Hai Aap Kaa? Aashaa : Hoy! Tum To Machal Gaye, Ho Ho Ho Kishor : ##Hmm Hmm,## Yuu.Nhii Fisal Gaye, Haa Haa Haa %

Kishor : Pagalii! Aashaa : A! Kishor : Pagalii, Kabhii Tuune Sochaa Raste Me.N Gaye Mil Kyo.N? Aashaa : Pagale! Kishor : Ha.N? Aashaa : Pagale! Kishor : E?! Aashaa : Terii Baato.N Baato.N Me.N Dha.Dakataa Hai Dil Kyo.N ? Kishor : Kabhii Kuchh Kahatii Hai, Kabhii Kuchh Kahatii Hai Zaraa Nazar Ko Sa.Nbhaalanaa Aashaa : Aa Aa, Haal Kaisaa Hai Janaab Kaa? Kishor : Haay! Kyaa Khayaal Hai Aap Kaa? Aashaa : Tum To Machal Gaye, Ho Ho Ho Kishor : Yuu.Nhii Fisal Gaye, Haa Haa Haa % Aashaa : Kaho Jii, Kaho Jii, Roz Tere Sa.Ng Yuu.Nhii Dil Bahalaaye.N Kyaa? Kishor : Aha! Suno Jii, Suno Jii, Samajh Sako To Khud Samajho Bataae.N Kyaa ? Kabhii Kuchh Kahatii Hai, Kabhii Kuchh Kahatii Hai Zaraa Nazar Ko Sambhaalanaa

Aashaa : Haay! Haal Kaisaa Hai Janaab Kaa ? Kishor : Kyaa Khayaal Hai Aap Kaa ? Aashaa : Tum To Machal Gaye, Ho Ho Ho Kishor : Yuu.Nhii Fisal Gaye, Haa Haa Haa

Kaanchi re kaanchi Kaanchi re kaanchi re, prit meri saanchi Ruk jaa na jaa dil toda ke Jhuuthaa hai ye gussaa teraa sachchaa nahin Sachche premi ko taDapaanaa achchhaa nahin Vaapas naa aauungaa main jo chalaa jaauungaa Ye teri galiyaan chhoda ke, e e Tere haathon men hai meri Dori jaise Kachche dhaage se main bandhaa aayaa aise Mushkil hai jinaa, dede o hasinaa Vaapas meraa dil modake, e e Kaanchaa re kaanchaa re, pyaar meraa saanchaa Ruk jaa naa jaa dil todake Rang tere men ye tan rang liyaa

Tan kyaa hai maine man rang liyaa Bas chup hi rahanaa, ab phir naa kahanaa Ruk jaa naa jaa dil todake, e e

SONG: YEH KORI KANWARI FILM: SAMUNDAR MUSIC: RAHUL DEV BURMAN LYRICS: ANAND BAKSHI YEAR: 1986 Yeh Kori Karari Kanwari Nazar Maar Dalegi Zaalim Tumhari Nazar Arre Husn Wale Tu Daaman Bachale Jhukale Nigahen Yeh Aankhen Churale Kabhi To Milegi Hamari Nazar Maar Daalegi Zaalim Tumhari Nazar Yeh Kori Karari Kanwari Nazar Maar Dalegi Zaalim Tumhari Nazar Abhi Jo Jhuki Hain Abhi Jo Uthi Hain Isi Pe Hamari Jawaani Luti Hain Yehi Hain Mohabbat Ki Maari Nazar Maar Daalegi Zaalim Tumhari Nazar Yeh Kori Karari Kanwari Nazar Maar Dalegi Zaalim Tumhari Nazar Bade Shaukh Se Tum Koi Khel Khelo Mujhe Qatl Kardo Meri Jaan Lelo Yeh Dil Ek Panchhi Shikari Nazar Maar Daalegi Zaalim Tumhari Nazar Yeh Kori Karari Kanwari Nazar Maar Dalegi Zaalim Tumhari Nazar

Lehron Ki Tarah Yaadein Lehron Ki Tarah Yaadein Dil Se Takraati Hain Toofan Uthati Hain Lehron Ki Tarah Yaadein

Kismat Mein Hai Ghor Andherey Raatein Sulagati Dhundhle Savere Lehron Ki Tarah Yaadein Dil Se Takraati Hain Toofan Uthati Hain Lehron Ki Tarah Yaadein Takte Taktey Sooni Raahein Pathra Gayi Hai Ab To Nigahen Lehron Ki Tarah Yaadein Dil Se Takraati Hain Toofan Uthati Hain Lehron Ki Tarah Yaadein Barson Se Dil Pe Bojh Uthaye Dhoond Raha Hoon Pyaar Ke Saaye Lehron Ki Tarah Yaadein Dil Se Takraati Hain Toofan Uthati Hain Lehron Ki Tarah Yaadein

nakharewaalee nakharewaalee, dekhane mein dekh lo hain kaisee bholeebhaalee ajanabee ye chhoreeyaan, dil pen daale doreeyaan, man kee kaalee wo to koee aaur thee jo aakhon se, samaa gayee dil mein berahum bewafaa apanaa kuchh ataa pataa bataa to de bekalee, bekasee kuchh to kam ho, fir se muskuraa to de wo to koee aaur thee jo aakhon se, samaa gayee dil mein Jeena To Hai Par Aye Dil Kaha Jeena To Hai Par Aye Dil Kaha (2) Aare Baitu Oooooo To Nahi Milti Hain Zami Hoooo Main Udna Chahu To Hain Door Aasma Naraj Koi Naa Koi Meherbaa Na Kahi Koi Bijlee Na Koi Aashiaa (2) Aare Baitu To Ooooo Nahi Milti Hain Zami Hooooooo Main Udna Chahu To Hain Door Aasma Jeena To Hai Par Aye Dil Kaha Jalta Hain Badan Kahi Saaya Nahi

Kisi Aanchal Ke Badle Hain Sulagta Dhoonya (2) Aare Baitu To Ooooo Nahi Milti Hain Zami Hooooooo Main Udna Chahu To Hain Door Aasma Jeena To Hai Par Aye Dil Kaha (2)

Akela Huin Main Is Jahan Mein Akela Huin Main Is Jahan Mein Akeli Meri Dastaan Na Manzil Koi Na Saathi Koi Jane Kya Ye Neela Aasman Kya Khabar Kya Patah Jaa Raha Huin Main Kahan Meri Raat Ka Ek Saathi Yehi Chand Ka Carvaan Chaloon To Chale Rukhon To Ruke Jane Kya Ye Neela Aasman Kya Khabar Kya Patah Jaa Raha Huin Main Kahan Mera Hamsafar Mera Saya Mera Meherbaan Raazdaan Na Iska Koi Na Mera Koi Jane Na Ye Neela Aasman Kya Khabar Kya Patah Jaa Raha Huin Main Kahan Ye Dariya Ye Mauje Ye Sahil Ye Chhalki Hui Mastiyan Hai Ati Nazar Kuchh Kami Se Magar Jane Kya Ye Neela Aasman Kya Khabar Kya Patah Jaa Raha Huin Main Kahan Akela Huin Main Is Jahan Mein Akeli Meri Dastaan Na Manzil Koi Na Saathi Koi Jane Kya Ye Neela Aasman Kya Khabar Kya Patah (Jaa Raha Huin Main Kahan)2x

Song: Bhanwre Ki Gunjan Film: Kal Aaj Aur Kal Music: Shankar Jaikishen Lyrics: Hasrat Jaipuri Year: 1971 Bhanwre Ki Gunjan Hain Mera Dil Kab Se Sambhaley Rakkha Hai Dil Tere Liye Tere Liye Tere Liye Tere Liye Mujhe Kab Se Thi Pyar Ki Justjoo Meri Zindagani Mein Hain Tu Hi Tu Main Aya Hoon Duniya Mein Tere Liye Mere Dil Men Jhoome Teri Aarzoo

Bhanwre Ki Gunjan Hain Mera Dil Kab Se Sambhaley Rakkha Hai Dil Tere Liye Tere Liye Tere Liye Tere Liye Gagan Se Bhi Ooncha Mera Pyar Hai Tujhipar Mitunga Yeh Ikraar Hai Tu Itna Samajh Le Mere Humsafar Tere Pyar Se Mera Sansaar Hai Bhanwre Ki Gunjan Hain Mera Dil Kab Se Sambhaley Rakkha Hai Dil Tere Liye Tere Liye Tere Liye Tere Liye SONG: DEKHA HAI ZINDAGI KO FILM: EK MAHAL HO SAPNO KA MUSIC: RAVI LYRICS: ANAND BAKSHI YEAR: 1972 Dekha Hai Zindagi Ko, Kuchh Itna Karib Se Chehre Tamaam Lagne Lage Hain Ajib Se Kehne Ko Dil Ki Baat Jinhein Dhundte They Hum - 2 Mehfil Mein Aa Gaye Hain Wo Apne Naseeb Se Dekha Hai Zindagi Ko, Kuchh Itnaa Karib Se Niilam Ho Raha Tha Kisi Naznin Ka Pyar - 2 Keemat Nahin Chukai Gai Ek Garib Se Dekha Hai Zindagi Ko, Kuchh Itna Karib Se Teri Wafa Ki Laash Pe Laa Main Hi Daal Dun - 2 Resham Ka Ye Kafan Jo Mila Hai Raqib Se Dekha Hai Zindagi Ko, Kuch Itna Karib Se

HUM KITNE NAADAN THEY YAARON FILM: SITAMGAR MUSIC: RAHUL DEV BURMAN YEAR: 1985 Hum Kitne Naadan They Yaaron Aaj Yeh Samjhe Aaj Yeh Jaana Sach Hai Agar To Ek Mohabbat Jhooth Hai Baaki Sara Fasana Par Gaye Jaise Inn Aankhon Mein Zulm Ke Nafrat Ke Parde Zindagi Tera Mujrim Hoon Main Ho Sakey To Maaf Karde Andhi Raah Ke Andhi Safar Mein Beet Gaya Jeene Ka Bahana

Hum Kitne Naadan They Yaaron Aaj Yeh Samjhe Aaj Yeh Jaana Ab Yeh Mohabbat Ka Ehsaan Hai Yeh Jo Thodi Jaan Hai Mujhme Aakhir Main Jiska Kaatil Hoon Zinda Woh Insaan Hai Mujhme Iss Dil Ke Armaan Hai Kya Kya Yeh To Abhi Dekhega Zamana Hum Kitne Naadan They Yaaron Aaj Yeh Samjhe Aaj Yeh Jaana Sach Hai Agar To Ek Mohabbat Jhooth Hai Baaki Sara Fasana Hum Kitne Naadan They Yaaron Aaj Yeh Samjhe Aaj Yeh Jaana

Song: Jo Raha Chuni Tune Singer: Kishore Kumar Music: Ravindra Jain Lyrics: M.G.Hashmat Year:1976 Jo Raah Chuni Tune, Arre Jo Raah Chuni Tune Usi Raah Pe Raahi Chalte Jaana Re Ho Kitni Bhi Lambi Raat Arre Ooo Ho Kitni Bhi Lambi Raat Diya Ban Jalte Jaana Re Usi Raah Pe Raahi Chalte Jaana Re Jo Raah Chuni Tune Usi Raah Pe Raahi Chalte Jaana Re Kabhi Ped Ka Saaya Ped Ke Kaam Na Aaya Ooo Kabhi Ped Ka Saaya Ped Ke Kaam Na Aaya Arre Seva Mein Sabhi Ki Usne Janam Bitaaya Oo Koi Kitne Bhi Phal Tode, Arre O Koi Kitne Bhi Phal Tode Use To Hai Phalte Jaana Re Usi Raah Pe Raahi Chalte Jaana Re Teri Apni Kahani Yeh Darpan Bol Raha Hai Oo Teri Apni Kahani Yeh Darpan Bol Raha Hai Bheegi Aankh Ka Paani, Hakikat Khol Raha Hai Oo Jis Rang Mein Dhaale Waqt Arre O Jis Rang Mein Dhaale Waqt Musafir Dhalte Jaana Re Usi Raah Pe Raahi Chalte Jaana Re Jeevan Ke Safar Mein Aise Bhi Mod Hain Aate Ooo Jeevan Ke Safar Mein Aise Bhi Mod Hain Aate Jahan Chal Dete Hain Apne Bhi Tod Ke Naate Kahin Dheeraj Choot Na Jaye, Arre O Kahin Dheeraj Choot Na Jaye, Tu Dekh Sambhalte Jaana Re Usi Raah Pe Raahi Chalte Jaana Re Tere Pyar Ki Maala Kahin Jo Toot Bhi Jaye Oo Tere Pyar Ki Maala Kahin Jo Toot Bhi Jaye Janmon Ka Saathi Kabhi Jo Choot Bhi Jaye De Dekar Jhoothi Aas Arre O Tu Khud Ko Chhalte Jaana Re

Tu Khud Ko Chhalte Jaana Re Usi Raah Pe Raahi Chalte Jaana Re Ho Kitni Bhi Lambi Raat Arre O Ho Kitni Bhi Lambi Raat Diya Ban Jalte Jaana Re Usi Raah Pe Raahi Chalte Jaana Re Usi Raah Pe Raahi Chalte Jaana Re Usi Raah Pe Raahi Chalte Jaana Re

Song: Kahaan Tak Yeh Man Ko Film: Baaton Baaton Mein Music: Rajesh Roshan Lyrics: Amit Khanna Year: 1978 Kahaan Tak Yeh Man Ko Andhere Chhalengey Udaasi Bhare Din Kabhi To Dhalengey Kabhi Sukh Kabhi Dukh Yehi Zindagi Hai Yeh Patjhad Ka Mausam Ghadi Do Ghadi Hai Yeh Patjhad Ka Mausam Ghadi Do Ghadi Hai Naye Phool Kal Phir Dagar Mein Khilengey Udaasi Bahre Din Kabhi To Dhalengey Bhaley Tez Kitna Hawa Ka Ho Jhonka Magar Apne Man Mein Tu Rakh Yeh Bharosa Magar Apne Man Mein Tu Rakh Yeh Bharosa Jo Bichhde Safar Mein Tujhe Phir Milengey Udaasi Bhare Din Kabhi To Dhalengey Kahe Koi Kuch Bhi Magar Sach Yehi Hai Lahar Pyar Ki Jo Kahin Uth Rahi Hain Lahar Pyar Ki Jo Kahin Uth Rahi Hain Usey Ek Din To Kinare Milengey Udaasi Bhare Din Kabhi To Dhalengey Kahaan Tak Yeh Man Ko Andhere Chhalengey Udaasi Bhare Din Kabhi To Dhalengey

Dukhi Man Mere Sun Meraa Kahanaa Dukhi Man Mere Sun Meraa Kahanaa jahaan nahin Chainaa vahaan nahin Rahanaa Dukhi Man

Dard Hamaaraa Koi Na Jaane Apani Garaj Ke Sab hain Divaane Kisake Aage Ronaa roen Des Paraayaa Log Begaane Dukhi Man Laakh yahaan Jholi Phailaa Le Kuchh nahin denge Is Jag Vaale Patthar Ke Dil Mom Na honge Chaahe Jitanaa Nir Bahaale Dukhi Man Apane Liye Kab hain Ye Mele Ham hain Har Ik Mele men Akele Kyaa Paaegaa usamen Rahakar Jo Duniyaa Jivan Se Khele Dukhi Man

kaise kahe hum pyaar ne hum ko kaise kahe hum pyaar ne hum ko, kyaa kyaa khel dikhaaye yoo sharamayee kismat hum se, khud se hum sharamaaye baagon ko to patazad loote, lootaa humei bahaar ne duniyaa maratee maut se lekin maaraa hum ko pyaar ne apanaa wo haal hai, beech safar me, jaise koee loot jaaye tum kyaa jaano, kyaa chaahaa thaa, kyaa lekar aaye hum toote sapane, ghaayal nagme, kuchh shole kuchh shabanam kitanaa kuchh hain paayaa hum ne, kahe to kahaa naa jaaye ayesee bajee shahanaayee gharame, ab tak so naa sake hum apanon ne hum ko itanaa sataayaa, roye to ronaa sake hum ab to karo kuchh ayesaa yaaro, hosh naa hum ko aaye Tere jaisa yaar kahan Tere jaisa yaar kahan Kahan aisa yaarana Yaad karegi duniya Tera mera afsana Tere jaisa yaar kahan Kahan aisa yaarana Yaad karegi duniya Tera mera afsana Meri zindagi sawaari Mujhko gale lagake Baitha diya falak pe Mujhe khaat se oothake Meri zindagi sawaari Mujhko gale lagake Baitha diya falak pe

Mujhe khaat se oothake Yaara teri yaari ko Maine to khuda mana Yaad karegi duniya Tera mera afsana Mere dil ki yeh dua hai Kabhi door tu na jaaye Tere bina ho jeena Woh din kabhi na aaye Mere dil ki yeh dua hai Kabhi door tu na jaaye Tere bina ho jeena Woh din kabhi na aaye Tere sung jeena yahan Tere sung mar jaana Yaad karegi duniya Tera mera afsana Tere jaisa yaar kahan Kahan aisa yaarana Yaad karegi duniya Tera mera afsana

raah pe rahate hai, yaadon pe basar karate hai raah pe rahate hai, yaadon pe basar karate hai khush raho yehale watan hum to safar karate hai jal gaye jo dhoonp mein to saayaa ho gaye aasamaan kaa koee konaa, thodaa so gaye jo gujar jaatee hain bas us pe gujar karate hai udate pairo ke tale jab bahatee hain jameen mud ke humane koee manjil dekhee hee nahee raat din raahon pe hum shaama-o-sahar karate hai kabhee sochataa hoo ke main kuchh kahoo kabhee sochataa hoo ke main kuchh kahoo kabhee sochataa hoo ke main choop rahoo aadamee jo kahataa hai, aadamee jo sunataa hai jindageebhar wo sadaayen peechhaa karatee hai aadamee jo detaa hai, aadamee jo letaa hai jindageebhar wo doowaanyen peechhaa karatee hai koee bhee ho har khwaab to sachchaa naheen hotaa bahot jyaadaa pyaar bhee achchhaa naheen hotaa kabhee daaman chhoooodaanaa ho to mushkil ho pyaar ke rishten toote to, pyaar ke raste chhoote to raaste mein fir wafaayen peechhaa karatee hai

kabhee kabhee man dhoonp ke kaaran tarasataa hai kabhee kabhee fir zoom ke saawan barasataa hai palak zapaken yahaa mausam badal jaaye pyaas kabhee mitatee nahee, yek boond bhee milatee nahee aaur kabhee rimazim ghataayen peechhaa karatee hai mere nainaa saavan bhaadon (hmm hmm, haa haa haa) -2 (mere nainaa saavan bhaadon (phir bhi meraa man pyaasaa..) -2 ) -2 ai dil deevaane, khel hai kyaa jaane dard bharaa ye, geet kahaaN se in honThon pe aaye-ey-ey, door kahin le jaaye bhool gayaa kyaa, bhool ke bhi hai mujhko yaad zaraa saa.., phir bhi meraa man pyaasaa baat puraani hai, ek kahaani hai ab sochooN tumhen, yaad nahin hai ab sochooN nahin bhoole-ey-ey, vo saavan ke jhoole rut aaye rut jaaye deke jhooThaa ek dilaasaa.., phir bhi meraa man pyaasaa barson beet gaye, hamko mile bichhDe bijuri bankar, gagan pe chamki beete samay ki rekhaa-aa-aa, main ne tum ko dekhaa man sang aaNkh-michauli khele aashaa aur niraashaa.., phir bhi meraa man pyaasaa mere nainaa saavan bhaadon (phir bhi meraa man pyaasaa..) -2 *slow*: phir bhi meraa man pyaasaa aa hamsafar pyaar ki sej par lata: aa aa aa kishore: aa hamsafar pyaar ki sej par kuchh kahen, kuchh sunen jaag ke raat bhar hamasafar lata: aa hamsafar pyaar kii sej par kuchh kahen, kuchh sunen jaag ke raat bhar aa hamasafar lata: itana pyaar tu sanam laya hai kahan se kishore: itna roop tu sanam lai hai jahaan se

lata: main jo bhi hoon vo hai, tere pyaar kaa asar kishore: kahin lag na jaae tujh ko meri nazar aa hamasafar pyaar ki sej par lata: kuchh kahen, kuchh sunen jaag ke raat bhar aa aa aa both: aa hamasafar lata: aao aaj milen kuchh to kho ke pa lein kishore: aao aaj lut ke kuchh to ham chura lein lata: kahoon kya main dil mein uth rahi hai kya lahar kishore: gale mujh se milke, ho jaa too bekhabar lata: aa hamasafar pyaar ki sej par kishore: kuchh kahen kuchh sunen jaag ke raat bhar aa aa lata: aa hamasafar kishore: pyaar ki sej par lata: kuchh kahen kishore: kuchh sunen both: jaag ke raat bhar aa hamasafar Kahaan Tak Yeh Man Ko Andhere Chhalengey Kahaan Tak Yeh Man Ko Andhere Chhalengey Udaasi Bhare Din Kabhi To Dhalengey Kabhi Sukh Kabhi Dukh Yehi Zindagi Hai Yeh Patjhad Ka Mausam Ghadi Do Ghadi Hai

Yeh Patjhad Ka Mausam Ghadi Do Ghadi Hai Naye Phool Kal Phir Dagar Mein Khilengey Udaasi Bahre Din Kabhi To Dhalengey Bhaley Tez Kitna Hawa Ka Ho Jhonka Magar Apne Man Mein Tu Rakh Yeh Bharosa Magar Apne Man Mein Tu Rakh Yeh Bharosa Jo Bichhde Safar Mein Tujhe Phir Milengey Udaasi Bhare Din Kabhi To Dhalengey Kahe Koi Kuch Bhi Magar Sach Yehi Hai Lahar Pyar Ki Jo Kahin Uth Rahi Hain Lahar Pyar Ki Jo Kahin Uth Rahi Hain Usey Ek Din To Kinare Milengey Udaasi Bhare Din Kabhi To Dhalengey Kahaan Tak Yeh Man Ko Andhere Chhalengey Kahaan Tak Yeh Man Ko Andhere Chhalengey Udaasi Bhare Din Kabhi To Dhalengey Yeh Din To Hai Mubarak Iss Din Ko Naam Kya Doon Mushkil Mein Pad Gaya Hoon Tujhe Kaun Si Dua Doon Koi Shama Sheeshe Ki Laya Koi Peetal Ka Parwana Do Naino Ka Mara Leke Aaya Dil Ka Nazrana Anmol Jeevan Ka Har Pal Haseen Hoga Aaja Chalengey Milke Ulfat Ki Raahon Mein Chahat Ki Bahon Mein Armaan Khilenge Dil Ke Pyar Dua Hai Pyar Dawa Hai Pyar Ko Yun Na Thukrana Do Naino Ka Mara Leke Aaya Dil Ka Nazrana Koi Shama Sheeshe Ki Laya Parwane Ki Zindagi To Rahegi Sada Hi Shama Ke Bas Mein Ho Diwane Ko Bin Jalaye Pighal Hi Na Jaana

Nibhana Rasme Dekh Shuru Hone Se Pehle Khatm Na Ho Jaaye Afsana Do Naino Ka Mara Leke Aaya Dil Ka Nazrana Koi Shama Sheeshe Ki Laya Pyar Ke Badle Mujhko Paisa Mila Pyar Ka Badla Mujhe Dekho Kaisa Mila Pyar Ke Badle Mujhko Paisa Mila (X2) Maine Samjha Jisey Chand Ki Chandni Wo To Ek Aag Thi Jis Mein Ghar Jal Gaya Bhool Thi Yeh Meri Kya Karoon Ab Gila Pyar Ke Badle Mujhko Paisa Mila Maine Apna Lahoo Deke Seencha Ise Mere Gulshan Mein Yeh Kaisi Ayee Baahaar Kitne Kaante Khile Phool Ek Na Khila Pyar Ke Badle Mujhko Paisa Mila Ek Hasrat Banee Har Tamanna Meri Itni Daulat Bhala Mere Kis Kaam Ki Hai Yehi Zindagi, Zindagi Ka Sila Pyar Ke Badle Mujhko Paisa Mila Pyar Ka Badla Mujhe Dekho Kaisa Mila Pyar Ke Badle Mujhko Paisa Mila Mera geet adhura hain koi bikhre taare sajaa de Aahaaaaaaa Aaahaaaaa Mera geet adhura hain koi bikhre taare sajaa de(2) Mera geet adhura hain. Geet mera ek sundar sapna ek jhilmil tasveer(2) Raat ka saathi ek sitara raahi ki taqdeer Dil mein mere machle rahe rahe ke hardam rahe yeh teer(2) Koi bhikre taare sajaa de mera geet adhura hain(2). In sansoo ki sargam puchh the saubaar (2) Paas bhi ho door bhi ho kaun ho tum uss paar Tum jo milo tho geet ho pura mil jaye mann ke taar(2) Mera geet adhura hain koi bhikre taare sajaa de Mera geet adhura hain.. ye dard bharaa afsaanaa ye dard bharaa afsaanaa, sun le anaaan zamaanaa zamaanaa main hooN ik paagal premi, meraa dard na koi jaanaa - 2 ye dard bharaa afsaanaa...

koi bhi vaadaa, yaad na aayaa koi qasam bhi, yaad na aayee meri duhaai, sun le Khudaai mere sanam ne, ki bevafaai dil TooT gayaa deevaanaa sun le anjaan zamaanaa zamaanaa main hooN ik paagal premi, meraa dard na koi jaanaa - 2 phooloN se maine daaman bachaayaa raaho mein apni kaaNTe bichhaaye main hooN deevaanaa, deevaangi ne ik bevafaa se nehaa lagaaye jo pyaar ko na pahchaanaa sun le anjaan zamaanaa zamaanaa main hooN ik paagal premi, meraa dard na koi jaanaa - 2 yaaden puraani, aane lagin kyaa aaNkhen jhukaa lee, kyaa dil mein aayee dekho nazaaraa, dilbar hamaaraa kaisi hamaari, mahfil me aayaa hai saath koi, begaanaa sun le anjaan zamaanaa zamaanaa main hooN ik paagal premi, meraa dard na koi jaanaa - 2 Koi Lauta De Mere Beete Hue Din Albele Din Pyaare Mere Bichhde Saath Sahaare Haye Kahan Gaye Haye Kahan Gaye Aankhon Ke Ujiyare Meri Sooni Raat Ke Taare Haye Kahan Gaye Koi Lauta De Mere Beete Hue Din Beete Hue Din Woh Mere Pyaare Palchhin Mere Khwabon Ke Mahal, Mere Sapnon Ke Nagar Pee Liya Jinke Liye Maine Jeevan Ka Zahar Aaj Maein Dhoondun Kahan Kho Gaye Jaane Kidhar Beete Hue Din Woh Mere Pyaare Palchhin Maein Akela To Na Tha The Mere Saathi Kai Ek Aandhi Si Uthi Jo Bhi Tha Leke Gai Aise Bhi Din The Kabhi Meri Duniya Thi Meri Beete Hue Din Woh Mere Pyaare Palchhin Kabhi hoti nahin hai jiski haar woh hai pyaar Kabhi hoti nahin hai jiski haar woh hai pyaar Woh to hai pyaar Kabhi hoti nahin hai jiski haar woh hai pyaar Woh to hai pyaar Koi kabhi chu na paaye Maut aake laut jaaye Yeh woh dua hai pyaar Woh hai yeh pyaar

Kabhi hoti nahin hai jiski haar woh hai pyaar Woh to hai pyaar Woh to hai pyaar Jeevan naya humko tumne diya Taqdeer se ab nahi hai gila Nahi hai gila Jeevan naya humko tumne diya Taqdeer se ab nahi hai gila Hai dard kya hum samajhne lage Humdard tumsa hume jo mila Hume jo mila Andheron mein roshni hai Viranon mein zindagi hai Naame khuda hai pyaar Woh to hai pyaar Kabhi hoti nahin hai jiski haar woh hai pyaar Woh to hai pyaar Woh to hai pyaar Nafrat se bhi tum mohabbat karo Pehla sabak humne tumse liya Tumse liya Nafrat se bhi tum mohabbat karo Pehla sabak humne tumse liya Zameen aasmaan aaj mil hi gaye Mushkil ko moomkin bana hi diya Bana hi diya Koi yahan aisa kahan Jeet le jo sara jahan Yeh woh ada hai pyaar Woh to hai pyaar Kabhi hoti nahin hai jiski haar woh hai pyaar Woh to hai pyaar Koi kabhi chu na paaye Maut aake laut jaaye Yeh woh dua hai pyaar Woh to hai pyaar Woh to hai pyaar Woh to hai pyaar jabbhi koi kangana khanke payal chanak jaye (jabbhi koi kangana khanke payal chanak jaye soyi soyi dil ki dhadkan sulag sulag jaye karu jatan lakh magar man (machal machal jaye)-2)-2 jabhi koi kangana bole (jalak gaye rang jahan par ulaj gaye naina re naina)-2 paaye nahin yeh man banjara kahin bhi chaina re chaina mere dil ki payaas adhuri mujhe bhatkaye jabbhi koi kangana khanke payal chanak jaye jabbhi koi kangana

kali kali jhume bhavanra agan pe jal jaye patanga-2 chanda ko chakor nihare (isi mein sukh paye)-2 jivan se yeh ras ka bandhan toda nahin jaye (jabbhi koi kangana khanke payal chanak jaye soyi soyi dil ki dhadkan sulag sulag jaye karu jatan lakh magar man (machal machal jaye)-2)-2 jabhi koi kangana bole Aate Jaate Khubsurat Awara Sadkon Pe Hmm Aate Jaate Khubsurat Awara Sadkon Pe Kabhi Kabhie Ittefaq Se Kitne Anjaan Log Mil Jaatein Hain Unn Mein Se Kuch Log Bhool Jaatein Hain Kuch Yaad Reh Jaate Hain Unn Mein Se Kuch Log Bhool Jaatein Hain Kuch Yaad Reh Jaate Hain (X2) Aawaz Ki Duniya Ke Doston Kal Raat Kisi Jagah Mujhko Kis Kadar Yeh Haseen Khayal Mila Hain Raah Mein Ek Reshmi Rumal Mila Hain Jo Giraya Tha Kisine Jaankar Jiska Ho Le Jaaye Wo Pehchankar Warna Main Rakh Loonga Ussko Apna Jaankar Kisi Husn Wale Ki Nishani Maankar Nishaani Maankar Hanste Gaate Logon Ki Baaton Hi Baaton Mein Kabhi Kabhie Ek Mazaaq Se Kitne Jawaan Kisse Ban Jaate Hain Un Kisso Mein Chund Bhool Jaate Hain Chund Yaad Reh Jaate Hain Unn Mein Se Kuch Log Bhool Jaatein Hain Kuch Yaad Reh Jaate Hain Taqdeer Mujhpe Meherbaan Hai Jis Shaukh Ki Yeh Daastaan Hai Usne Bhi Shaayad Yeh Paighaam Suna Ho Mere Geeton Mein Apna Naam Suna Ho (X2) Door Baithi Yeh Raaz Wo Jaan Le Meri Aawaz Ko Pehchaan Le Kaash Phir Kal Raat Jaisi Barsaat Ho Aur Meri Uski Kahin Mulaqaat Ho Mulaaqat Ho Lambi Lambi Raaton Mein Neend Nahin Jab Aayen Kabhi Kabhie Iss Firaaq Se Kitne Haseen Khwab Ban Jaate Hain Unn Mein Se Kuch Khwab Bhool Jaate Hain Kuch Yaad Reh Jaate Hain Unn Mein Se Kuch Log Bhool Jaatein Hain Kuch Yaad Reh Jaate Hain

Aate Jaate Khubsurat Awara Sadkon Pe Kabhi Kabhie Ittefaq Se Kitne Anjaan Log Mil Jaatein Hain Unn Mein Se Kuch Log Bhool Jaatein Hain Kuch Yaad Reh Jaate Hain Aye Zindagi Hui Kaha Bhool Aye Zindagi Hui Kaha Bhool Jiski Hume Mili Yeh Saza (2) Kaha Se Kaha Layee Tu Hume Humse Hain Kion Itni Khafa Aye Zindagi Kaha Gaye Din Woh Suhane Kaha Khoya Payar Humara Kaha Udi Kaya Chingari Jal Gaya Woh Sukh Sara Hoo Apna Kahi Koi Nahi Lake Kaha Hume Mara Aye Zindegi Hui Kaha Bhool Jiski Hume Mili Yeh Saza Aye Zindagi Beete Jo Dil Pe Humare Jake Kaha Kisko Sunaye Chalke Jo Aanko Se Dil Ke Aanshoo Yeh Kisko Dikhaye Hoo Kaun Sune Dil Ka Yeh Gam Dushman Hain Jag Sara Aye Zindagi Hui Kaha Bhool Jiski Hume Mili Yeh Saja Aye Zindagi Jaye To Hum Kaha Jaye Suje Naa Koi Kinara Bhar Gaya Ji Inha Jike Chod De Peecha Humara Hoooo Teri Kasam Duniya Mein Hum Aayenge Na Dawara Aye Zindagi Hui Kaha Bhool Jiski Hume Mili Yeh Saja Kaha Se Kaha Layee Tu Hume Humse Hain Kiyon Itni Khafa Aye Zindagi Hui Kaha Bhool Aye Zindagi Kaya Hain Tere Khel Tere Siva Kisko Pata Kis Mod Pe Kaya De Hume Kis Mod Pe Chhin Le Kaya khushi do ghadi ki, mile na mile khushi do ghadi ki, mile na mile shama arazu ki, jale na jale

khushi do ghadi ki ... rahaguzar mein kai manzilen bhi milen (2) dekh kar ek pal, dam liya phir chale khushi do ghadi ki ... har kadam par nae marhale the khade (2) ham chale dil chala, dil chala ham chale khushi do ghadi ki ... Phoolon Ka Taaron Ka Sabka Kehna Hai Phoolon Ka Taaron Ka Sabka Kehna Hai Ek Hazaron Mein Meri Behna Hai Sari Umar Hame Sang Rehna Hai Ye Na Jaana Duniya Ne Tu Hai Kyon Udaas Teri Pyaari Aankhon Mein Pyar Ki Hai Pyaas Aa Mere Paas Aa Keh Jo Kehna Hai Ek Hazaron Mein ... Jabse Meri Aankhon Se Ho Gayi Tu Door Tabse Sare Jeevan Ke Sapne Hain Choor Aankhon Mein Neend Na Dil Mein Chaina Hai Ek Hazaron Mein ... Dekho Hum Tum Maein Na Bhoola Aa Mere Paas Aa Ek Hazaron Mein

Dono Hain Ek Dali Ke Phool Tu Kaise Mujhko Gai Bhool Keh Jo Kehna Hai ...

bhole o bhole bhole o bhole tu ruutha dil tuuta (mere yaar ko mana de vo pyaar phir jaga de) 2 kya hoga phir tera gauri jo ruutha jaaye shankar tere maathe ka chanda jo tuuta jaaye dam dam dam damaru na baaje bam bam bam phir tu na naache yaar agar na maane mere yaar ko ... wo bichada to kasam se phir main na ji sakuunga mere bhole tere jaise main zahar na pi sakuunga zism huun main wo jaan hai meri usako nahi pahachaan hai meri pyaar mera tu jaane mere yaar ko ... kuchh to log kahenge

kuchh to log kahenge, logaane kaa kaam hain kahanaa chhodo, bekaar kee baato mein , kahee beet naa jaaye rainaa kuchh reet jagat kee ayesee hai har yek subah kee shaam huyee too kaun hai, teraa naam hain kyaa seetaa bhee yahaa badanaam huyee fir kyo sansaar kee baaton se bheeg gaye tere nainaa hum ko jo taane dete hai hum khoye hain in rang raliyon me hum ne un ko bhee chhup chhup ke aate dekhaa in galiyon me ye sach hain zoothhee baat nahee tum bolo ye sach hain naa

o maajhi re o maajhi re o maajhi re o maajhi re apana kinaara nadiya ki dhaara hain o maajhi re saahilon se behne wale kabhi suna to hoga kahi kaagazo ki kashtiyon ka kahi kinaara hota nahi o maajhi re maajhi re koi kinaara jo kinaare se mile wo apana kinaara hain o maajhi re paaniyon mein beh rahen hain kayi kinaar toote huye raasto mein mil gaye hain sabhi sahaare toote huye koi sahaara majh dhaare mein mile to apana sahaara hain o maajhi re apana kinaara nadiya ki dhaara hain Surama Mera Nirala, Ankhon Mein Jisane Dala Surama Mera Nirala, Ankhon Mein Jisane Dala Jivan Hua Ujala, Hai Koi Nazar Vala, Hai Koi Nazar Vala, Ra Ra Ra Ra O, Layi Layi Surama Layi-E-O - 2 O, De, Di-Di-Di-Di-De-I, Du-Du-Du-Du-Do-U-O Ye Vaqt Ye Zamana, Jab Na Lage Suhana Phir Mere Paas Ana, Khaadim Hun Main Purana Rakhata Jo Kuchh Nazar Hai, Samajhega Kya Asar Hai Andhe Ko Kya Khabar Hai, Hai Koi Nazar Vala, Hai Koi Nazar Vala, Ya Ya Ya Ya Surama Mera Nirala Du-Du-Do-U-O Dushman Jise Sataaye, Isako Lagaake Jaaye Jaake Nazar Milaye, Dhokha Kabhi Na Khaaye Budha Ho Ya Ho Bachcha, Kyon Ho Nazar Ka Kachcha Rakhata Hun Maal Achchha,

Hai Koi Nazar Vala, Ya Ya Ya Ya Surama Mera Nirala Du-Du-Do-U-O Kissa Abhi Hai Kal Kaa, Ruthi Thi Ghar Ki Malika Surama Idhar Se Jhalaka, Gussa Udhar Ka Halaka Sunate Ho Mere Bhai, Phero To Ek Kalai Qimat Hai Tin Pai, Hai Koi Nazar Vala Tu Tu Tu Dam Surama Mera Nirala Ya Ya Ya Ya

O Manachali, Kahaan Chali - 2 O Manachali, Kahaan Chali - 2 Dekh Dekh Dekh Dekh Mujh Se Na Sharama Ek Ek Ek Main Huun Bhanvara Aur Tuu Kali, O Manachali Hothon Pe Leke Tera Naam Aai Hai Rang Bhari Shaam Phuulon Se Chhalake Hain Jaam Bhanvaron Ne Dil Liye Thaam Aise Mein, He He Ho E He Ho Aise Mein, Tod Ke Prem Ki Dori O Gori, Chakori, Tuu Kahaan Chali [ O Manachali, Kahaan Chali Songs Lyrics @ Http://Www.Hindilyrix.Com ] Duniya Se Nahin Darenge Ham Tum Mulaaqaate Karenge Aaja Do Baate Karenge Rangin Barasaatein Karenge Ye Sach Hai E He O O E He O O Ye Sach Hai Main Huun Ek Divaana Na Jaanaa, Na Maanaa, Tuu Kahaan Chali Rut Aisi Aai Hui Hai Badali Si Chhaai Hui Hai Tuu Kyon Sharamaai Hui Hai Mujhase Ghabaraai Hui Hai Pyaar Mein E He O O E He O O Pyaar Mein Yaar Se Aankh Churaake Chhupaake, Bachaake, Tuu Kahaan Chali

Saare jahan ki amanat hai ye Ahaha haha (2) [Saare jahan ki amanat hai ye Ye jeevan tumhara tumhara nahin] (2) Jeene ke laakhon sahare yahan Bas ek hi to(sahara nahin) (2) Ahaha haha (2) [Agar koi duniya se ruthe to kya Koi phool khilte hi toote to kya] (2) Sitare hazaaron hai aakash par

Bas ek hi tho (sitara nahin) (2) Ahaha haha (2) Saare jahan ki amanat hai ye Ye jeevan tumhara tumhara nahin Jeevan mitana hai diwanapan Koi pyar jeevan se pyara nahin [Kisike iradon ke khatir jiyo Kisiki muradon ke khatir jiyo] (2) Hai yaadon mein jeena bhi to zindagi Jeena tumhe kyoon(gawara nahin) (2) Ahaha haha (2) Saare jahan ki amanat hai ye Ye jeevan tumhara tumhara nahin Jeevan mitana hai diwanapan Koi pyar jeevan se pyara nahin [Kaisi udasi ye kaisa hai sokh Jeevan mein ate hai jate hai log](2) Naya koi saathi khara rahon me Use pyar se kyoon(pukara nahin)(2) Ahaha haha (2) Saare jahan ki amanat hai ye Ye jeevan tumhara tumhara nahin Jeevan mitana hai diwanapan Koi pyar jeevan se pyara nahin Jeene ke lakhon sahare yahan Bas ek hi to(sahara nahin)(2) Ahaha haha (2)

Koi Shama Sheeshe Ki Laya Yeh Din To Hai Mubarak Iss Din Ko Naam Kya Doon Mushkil Mein Pad Gaya Hoon Tujhe Kaun Si Dua Doon Koi Shama Sheeshe Ki Laya Koi Peetal Ka Parwana Do Naino Ka Mara Leke Aaya Dil Ka Nazrana Anmol Jeevan Ka Har Pal Haseen Hoga Aaja Chalengey Milke Ulfat Ki Raahon Mein Chahat Ki Bahon Mein Armaan Khilenge Dil Ke Pyar Dua Hai Pyar Dawa Hai Pyar Ko Yun Na Thukrana Do Naino Ka Mara Leke Aaya Dil Ka Nazrana Koi Shama Sheeshe Ki Laya Parwane Ki Zindagi To Rahegi Sada Hi

Shama Ke Bas Mein Ho Diwane Ko Bin Jalaye Pighal Hi Na Jaana Nibhana Rasme Dekh Shuru Hone Se Pehle Khatm Na Ho Jaaye Afsana Do Naino Ka Mara Leke Aaya Dil Ka Nazrana Koi Shama Sheeshe Ki Laya

View more...

Comments

Copyright ©2017 KUPDF Inc.
SUPPORT KUPDF